Vivian Ji,
mein abhi itna vidhwan nahi hua ki matha(forehead)
ki budh khana no 2 mein hai.Aapke baare mein mein kuchh keh nahi
sakta.
Mahajan
--- In astrostudents@
<viviantandon@
>
> Mahajan ji first of all i m highly thankful to u to start the
topic again and kept this group alive......well about budh number 2
wot i percieve is dat; aise insaan ka father ki age ki koi guarantee
ni hotti but tab tak jab tak chander se koi madad na mil rahi ho if
moon of such a person is in 8th or twelfth house father of such a
person may survive.Moreover tewe ki darushti ke liye kuchh questions
we can ask like aise insaan ki mastishk(head) ubhraa hua(protruding)
hotta hai........and such a person is very intelligent but at the
same time somewhat selfish also.
> Budh ki cheeze sister,bua,daughter etc.r not gud for the person
and they give the result to that of a poison.....mande budh ki pehli
nishaani ghar main sheep, parrot kharidke ya vaise hi lekke rakha
jaye ya fir aise saksh ki saali ghar main aake rehne lag jaye tto wo
uskki wife ko (shukar) ko barbaad kardeggi....
cheeze barbaad honne lag jaengi... mande budh ke nivaaran ka best
upay i think is naak chhedan( nose prick),this remedy looks to be
very simple but its actually very tough. because naak chhedan
karvalenna hi upay nahi hai but naak chhedan karwaake ye b dhyan
main rakha jaye ki it is not visible to anybody so the person shud
stay indoor or closed door and away from everybody sight for minimum
96 hrs.......This is some thing i know for budh number 2 kuchh
baatein tto mahajan ji ne pehle hi saaf kardi hain.....kuchh par
hamaare senior members ki roshni ki bi zarurat
hai.........
> and many things i have written may be wrong.......
corrections are solicited from our senior members.....
please throw some more light on this
topic.......
> Â
> Â
> Â
>
> --- On Mon, 11/8/08, mts3434 <mts3434@...
>
> From: mts3434 <mts3434@...
> Subject: [astrostudents] BUDH KHANA NUMBER 2
> To: astrostudents@
> Date: Monday, 11 August, 2008, 11:24 AM
>
>
>
>
>
>
> Members
> aap sab ko yeh jankar harani hog1 ki 1975-76 ke karib jab lalkitab
> market mein ayee(hindi photostat) tab jitne bhee log jo jyotish ki
> jankari rakhte theiy, unn logo ne budh khana no 2 walo ke ghar se
> niwar ke goley niklwa diye. tab aam gharo mein niwar hoti thee.
abb
> niwar nahi hai to yeh jyotish log kya karein.abb wool ke goley
> niklwa rahe hain.budh khana no 2 wale ke liye achha yehi hai ki
ghar
> mein kisi bhee kisam ka suti (cotton) dhaga gole ki shakal mein na
> pada ho.
> jaise khana no 1 ke liye daant 32 chahiye yahan bhee wohi halat
hai
> (vaise har khana mein budh ka achha phal tabi milega jab daant 32
ho)
> Agar brahspati khana no 6ya7 mein ho to aisa jatak pita (father)
ke
> liye bhari hoga, matlab ki uske pita ki maut ya mritu tulya kashat
> jab budh khana no 2 wale ki umar 16 se 22 ki hogi. zyadatar aise
> jatak ke pita ki maut 16 se 19 saal ke beech hi ho jati hai agar
> bach jaye to bhee bimar ya murda ke brabar hi hoga.
> Aise jatak ke ladkiya zyada hogi,lekin lawald nahi hoga matlab ki
> ladka avash hoga . ladke ke liye brahspati aur chander ki sahayta
> lee ja sakti hai.
> Budh asal mein kya hai? brahspati+rahu= BUDH
> abb aap rahu khana no 2 ka upay Chandi ki thos (solid)goli jatak
> apne paas rakh sakte hain.
> aur bhee bahut kuchh kiya ja sakta filhal itna hi kafi hai, agar
aap
> ke paas Budh khana no 2 ke baare mein kuchh alag hi jankari hai ti
> likhe.
>
> MAHAJAN
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
>
> Add more friends to your messenger and enjoy! Go to
http://in.messenger
>
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
__,_._,___
No comments:
Post a Comment