Members,
Jaisa ki sab jaante hain ki lalkitab ke anusar ek din mein ek hi upay kiya jana chahiye,par kai baar aisa hota hai ki koi upay lagatar 43 din kiya jana hota hai,tab kya iss period (43days) mein koi dusra upay kiya ja sakta hai ya nahi.
abb jisne apna nak 96 days ke liye chhedan karwa rakha ho , to kya woh bhee inn 96 days mein koi dusra upay kar sakta hai ya nahi.
Sabhi senior members se meri request hai ki apne apne vichar lal kitab ke anusar bataye tatha saath hee lalkitab mein kis page no par iss babat kuchh likha hai woh bataye.
Galti ki chhama chahta hoon. DHANYAWAD
MAHAJAN.
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment