Dear Members;
Is this a printing mistake?
My query pertains to the line in CAPITAL APLPHABETS.
Page 38 1952 GRAH PHAL V RASHI PHAL
Jab koi grah apni mukkarrar rashi (yani wah rashi jiske ghar ka malik wah gina jata ) ya oonch neech phal ke liye thahraiyee hui rashi ya apne pakke ghar ki bajaiye kissi aur gair rashi mein ja baithe ya kissi doosre "grah ka saathi grah" (jad adla badli karne wala wagairah) ban jaave. To wah aaisi halat mein rashi phal ya shaqi halat ka grah hoga jiske bure asar se bachne ke liye shaq ka faida uthaya ja sakta hai. ISKE BARKHILAF YANI UPAR KAHI HUI HALAT KE ULLAT HAAL PAR JABKI WAH NA OONCH NA NEECH NA GHAR KA AUR NA HI PAKKE GHAR KA SAABIT HO TO WAH GRAH "GRAH PHAL" YA PAKKKI HALAT KA HOGA JISKA ASAR HAMESHA KE LIYE MUKKARRAR HAI…….
Regards
Kulbir Bains
No comments:
Post a Comment